Door jakar bhi hum door jaa na sakenge Kitna royenge hum bata na sakenge Gham iska nahi ki aap mil na sakoge Dard to is bat ka hoga ki Hum apko bhula na sakenge !!
Intezar ki aarzu ab kho gayi hai, Khamoshiyo ki aadat ho gayi hai, Na shikwa raha na shikayat kisi se, Agar hai to ek mohabbat, jo in tanhaiyon se ho gayi hai..!